Lyrks
Lyrks
Lyrks
Cover Art

Astaghfirullah Lyrics by MC Stan

2019

[Intro]
(Coughing Sound)
Aye sun na maa
Vo tasveer kidhar rakheli hai re
Are change nahi re maa
Vo tasveer nahi kya (Hello)
Are re...
[Chorus]
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangta maafi (Maafi)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangta maafi (Maafi)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangta maafi (Maafi)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi
Maa ko rulaya maine kaafi
Maa ko rulaya maine kaafi (Kaafi)
Maa ko rulaya maine kaafi
Maa ko rulaya maine kaafi (Kaafi)
Uss baat ki mang raha main maafi
Uss baat ki mang raha main maafi (Maafi)
Uss baat ki mang raha main maafi
Uss baat ki mang raha main...
[Verse 1]
Hhhaaah!
Daaru piya maine aaj soch ke
Thodi to abhi nikelenge feelings
Mere manager ko bola maine
Kabhi tak dekhu main worli ka sadela ceiling
Maar daalo meko meri mar gayele feelings
Nashe ke bina meko aa rahi nahi feeling
Main jhooth bolna chahta par
Sach nikal jaata mera har ek part
Yahan pe sach bolna chahta mein
Haq se main gareeb
Haq se main ganjedi
Haq se main chhapri
Uska reason tha basti
Main basti ka hasti
Par basti ke bachhe leke
Free mein thi masti
Main jinda hu abhi meko kabhi kabhi
Masjid mein entry nahi milti
Meko feel hota guilty
Lekin ek reason se milti bade baal silky
Matlab huzoor ki zulfe teko samjhega nahi
[Chorus]
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi (Na na na)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi (Kyun, nahi)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi (Maaf karo saaf karo)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi (Chumma ti chumma)
Maaa ko rulaya maine kaafi
Maaa ko rulaya maine kaafi (Kyun, kaafi)
Maaa ko rulaya maine kaafi
Maaa ko rulaya maine kaafi (Shaitan mera hommie)
Uss baat ki mang raha main maafi
Uss baat ki mang raha main maafi (Jannat toh door ki baat)
Uss baat ki mang raha main maafi
Uss baat ki mang raha main...
[Verse 2]
Hhhaaah!
Anxiety hone lagi merko
Har ek din har ek scene
Har ek min har ek meme
Merko yaad aara
Mera baap jaane ka 4-12
Dhakke se lagke maa baap pe chhar khara
Aaj meko samjha main kya kara kyun kara
Hatke unse door kara
Majboori me cool bana, dude bana
Tabhi jaake mere ghar pe do time ka food bana
Cute bana, shaikhana
Saaf saaf likhela
Quraan mein sab manaa
Jeena bhot gunah bhot suna
Shaitaan mera dost bana
Main kya karu, care karu, pair padu
Phone off karu
Yaa phir main cheer girls ki tarah cheer karu
Aaj maru, kal maru
Farak nahi padta kisiko fir bhi main.. share karu
[Chorus]
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi (Bas yaad rakh mereko)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi (Hi, bye chal)
Tauba tauba astaghfirullah
Main allah se mangata maafi
Maaa ko rulaya maine kaafi
Maaa ko rulaya maine kaafi (Kaafi, kaafi)
Maaa ko rulaya maine kaafi
Maaa ko rulaya maine kaafi (Ro ro ke thak gaya)
Uss baat ki mang raha main maafi
Uss baat ki mang raha main maafi
Uss baat ki mang raha main maafi
Uss baat ki mang raha main...
[Verse 3]
HHaaaah!
Main banela haq se
Tu banela luck se
Upar wala kyun har time humko bakshe
Ramzaan ke mahine me apan bache log mast the
Haste, faste, tum bhool gayele raste
Imaan ko bechke, jaa namaz
Jamaz pe baithele
Shaitaan aaj taaj mere sir pe pareshaan
Har ek firke meko lekar
Unko malum kabhi change nahi hone wala main
Sach pasand to Haj pasand karrr
Jitne bhi baate boli hazam karrr
Baat ko, raat ko, lagta to baap ko puch
Mere shayad se tuch
Nahi mangta meko kuch
Bas mangra main maafi
Apna dil saaf karo, Maaf karo
Aur agar ho sake to meko
Dua main tum yaad karo
Khuda Hafiz!
Credits

About “Astaghfirullah” by MC Stan

Read the complete lyrics to "Astaghfirullah" by MC Stan in 2019. On Lyrks you can follow along with the full text, explore the artist's discography, and discover related songs. The track is often categorized under Desi Hip-Hop, Rap.

"Astaghfirullah" is performed by MC Stan. in 2019 This page provides the full lyric text for fans who want to sing along, study the songwriting, or compare versions across releases. Lyrks organizes lyrics by artist and song slug so you can bookmark and share a stable URL. Music lyrics help listeners connect with emotion, narrative, and rhythm in a track. Whether you are learning English, researching a favorite chorus, or preparing for karaoke, having accurate line breaks and section labels (verse, chorus, bridge) makes the experience easier. We link to the official artist profile on Lyrks where available, including biography snippets, top songs, and chart placements when we have that data. If you enjoy "Astaghfirullah", explore more songs by MC Stan using the links below. Chart and trending pages on Lyrks highlight what listeners are searching for this week. For copyright or correction requests, see our DMCA and contact pages.

View all songs and biography for MC Stan · Trending lyrics · Billboard Hot 100

Frequently asked questions

"Astaghfirullah" is credited to MC Stan. Songwriting credits may include additional writers listed on the release; check the credits section on this page for linked collaborators.

Album information for "Astaghfirullah" is not available in our database yet. You can still read the full lyrics on this page.

Visit the MC Stan artist page at /artist/mc-stan for biography, popular tracks, and links to more lyric pages.